kahaniyan
bhi gain qissa khwaniyan bhi gain
wafa k bab ki sab bezubaniyan bhi gain
wo
beziyabi-e-gam ki sabil bhi na rahi
luta yun dil k sabhi be-sabtiyan bhi gain
hawa
chali to hare patte sukh kar tute
wo subah ai to hairannumaiyan bhi gain
we
mera chehra mujhe aine main apna lage
usi talab main badan ki nishaniyan bhi gain
palat
palat ke tumhen dekha par mile bhi nahin
wo ahad-e-zabt bhi tuta shitabiyan bhi gain
mujhe
to ankh jhapakana bhi tha garan lekin
dil-o-nazar ki tasawwurshi'ariyan bhi gain