mohabbat
ka junun baqi nahin hai
musalmanon mein khun baqi nahin hai
safen
kaj, dil pareshan, sajda bezuk
k jazba-e-andrun baqi nahin hai
ragon
mein lahu baqi nahin hai
wo dil, wo awaz baqi nahin hai
namaz-o-roza-o-qurbani-o-haj
ye sab baqi hai tu baqi nahin hai